Ek ladki apny boy friend k sath nai car main long drive par ja rahi thi achanak ladki kehnay lagi, suno ! kya tum ek haath se garri chala saktay ho ?
Kyun nahi ,ladkay ne baday fakher se kaha.
Ladki ne aahista se kaha, to phir doosray haath se apni naak saaf kar lo. |