Hazar Raho se hum guzre Hazar mile hansi chehre Talash jiski thi wo nazar nahi aya
Mila to ese jaise juda ma hoga Gaya to yun ki aj tak lout kar na aya
Zakham aisa diya ke koi dava kaam na aayi,
Aag aisi lagayi ke panise bhi bujh na payi,
Aaj bhi rote hai hum unhe yaad karke,
Jinko hamari yaad kabhi na aayi?
Wathqne saath chordiya
farkh para jab tune mu morliya
log to bewafai bhi karte hai emandarise..
par tune to bewafai ki had tak par karli bewafaise.....