Allah kary har raat chand banke aye
Din ka ujala shaan ban ke aye
Kabhi na dur ho apky chehre se muskurahat
Har din aysa mehman ban k aye
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko EID MUBARAK
Deep jaltay jagmagatay rahay, Hum apko aap hamain yaad aatay rahay,
Jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari, Aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho.
EID MUBARAK
Jo log EID ka chand nikalney ka intezar ker rahay hain,
Un k liye Itla’an Arz hai k wo aram karain kion k mera aaj ghar se bahir nikalnay ka koi irada nahin hai
Ramzan may na milsakey, Eid may nazrein he milaa Loo… Haath milaney se kya hoga.? Seedha galey he lagaa Loo…
HaPPY EiD MubArAk
Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar detay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK