Woh to hum hai jo aap ki chahat dil main rakhte hain,
Warna aap jaise
Lub khamosh ho jate hai jab tum samne ate ho!
dil dhadkta hai jab nigahein milate ho!
saans ruk jati hai jab muskurate ho!
Heart patient hun
itna kyo darate ho?
aap jaisa koi meri zindagi main aaye to baat banjaye,ap jaisa cute meri zindagi main aye to baat banjaye,aap jaisa sweet meri zindagi main aye to baaat ban jaye,aap jaisa bawkoof meri in jhoti baaton per yaqeen karay to pagal banjaye