Girl:mai tumharey liye sub kuch chor du gi
Boy: ma baap
Girl:Yes
Boy: khana penna
Girl: Yes
Boy: sari dunya
Girl: Yes
Boy:Star Plus
Girl: apna mou sambhal kar baat karo…!!!
naukrani: malkin aap udaas kion hain?
malkin: mujhey pata chala hay k
tumharay sahab ka kisi larki
say chakkar chal raha hay offcie main
naukrani: naheeeeeeen
.
.
.
.
.
.
sahab mujhai dhoka nahi dai saktay
Agar dunia ko kuch karkay dikhana hay to sun lo??..
Agar dunia ko kuch karkay dikhana hay to sun lo……..
hathi kai oper ulta kharay hokar photo khichwaoo… ..
phir photo ko ulta karkay dunia ko dekhaooo… Kaisaaaaaaa
Teri yaad mein humne qalam uthaya liya
paper aur tasveer aapki banayi
socha tha k usko dil se laga kar rakhenge
magar
woh to bacho ko daraane ke kaam aayi…